
Udaan-E-Ishq
Shaadi: Beginning of Love ek emotional aur romantic kahani hai Zayn Ahmad Khan aur Jannat Choudhary ki, do dil, jo dard aur tanhayi se guzarte hue ek doosre ke liye....
Shaadi: Beginning of Love ek emotional aur romantic kahani hai Zayn Ahmad Khan aur Jannat Choudhary ki, do dil, jo dard aur tanhayi se guzarte hue ek doosre ke liye marham ban jaate hain. Jannat, ek ziddi aur broken-hearted ladki hai jo Mumbai se Kashmir aayi hai apne pilot banne ke sapne ko poora karne. Wahiin uski mulaqat hoti hai Dr. Zayn se, ek handsome aur emotionally guarded doctor, jiske chehre ke peeche chhupi hai ek kahani. Takraar se shuru hone wala rishta, waqt ke saath ek gehre bandhan mein badal jaata hai. Beech mein misunderstandings, ego aur Jannat ka painful past aate hain, lekin Kashmir ki khoobsurat wadiyon mein unka pyaar har mushkil se ladta hai. Yeh kahani sirf pyaar ki nahi, apne sapno, apne dard aur ek nayi shuruaat ki bhi hai. Kya Zayn aur Jannat shaadi tak pahuch payenge? Janane Ke Liye Padhiye "Udaan-E-Ishq" Sirf "Pocket Novel" Par.