
My January
mere Papa ne mujhe Bachpan mein hi chhod diya tha meri mummy ne mujhe akele pala hai meri sasural mein meri SAS mujhe bahut taane Marti hai mere Pati bhi....
mere Papa ne mujhe Bachpan mein hi chhod diya tha meri mummy ne mujhe akele pala hai meri sasural mein meri SAS mujhe bahut taane Marti hai mere Pati bhi hai mujhmein per bahut shak karte Hain meri dadi mujhe bahut naraj rahte the main aur mera bhai ham donon bahut छोटे-छोटे hote the tab hamen bahut hi mushkilon ke samne karne pade mere Papa Jo hamare dusre Baba the unhone hamen koi bhi pyar nahin Diya hamen mahsus hi nahin hua ki hamare papa bhi hai shaadi ke bad meri sath meri SAS ne mujhe bahut tang Kiya mere pass do bacche Hain main unke hi liye is ghar mein hun mujhe koi man nahin hai is ghar mein Rahane ka dar kya Karen kahin ja bhi nahin sakti meri galti yah thi ki maine is ghar mein is ladke se shaadi ki jo mujhe Aaj bhi bahut pachtava hai