Pocket FM
Billionaire Deepak

Billionaire Deepak

181 PlaysDrama

Yeh kahani Deepak naam ke ek ladke ki hai jo bachpan se hi gareebi mein jee raha tha. Uske paas na thik se khana tha, na rehne ke liye acchi....

Yeh kahani Deepak naam ke ek ladke ki hai jo bachpan se hi gareebi mein jee raha tha. Uske paas na thik se khana tha, na rehne ke liye acchi jagah, aur na hi jeevan ko sudharne ka koi zariya. Lekin ek din achanak use pata chalta hai ki uske naam par Bank of Maharashtra mein 2000 crore rupaye jama hain. Is khabar ne uski zindagi hi badal di. Deepak ne us paise ka istemal karke apni zindagi ko sudhara aur apna khud ka ek bada business khada kiya. Lekin sawal yeh uthta hai ki kya yeh paisa sach mein uska tha? Aur agar tha, to kisne uske naam par itni badi raqam jama ki? Jaanne ke liye suniye, "Billionaire Deepak" sirf "Pocket FM" par.