Pocket FM
Log in
The Contract Bride | द कॉन्ट्रैक्ट ब्राइड |  Author- Anya

The Contract Bride

114 PlaysRomance
R

Tara — ek maasoom, bholi si ladki jiska sapna hai desh ki sabse badi Chef banne ka. Uski duniya sirf swaad, sapnon aur sangharsh se bani thi… jab tak uski....

Tara — ek maasoom, bholi si ladki jiska sapna hai desh ki sabse badi Chef banne ka. Uski duniya sirf swaad, sapnon aur sangharsh se bani thi… jab tak uski kismat nahi takraayi Vikrant Oberoi se. Vikrant — desh ka sabse raees, sabse taaqatwar aur sabse khatarnak businessman. Jiske naam se bade-bade kaampte hain… aur dil mein ek aisa raaz chhupa hai, jo kisi ko pata nahi. Lekin achanak… bina kisi mohabbat, bina kisi rishtay… Tara ko karni padti hai Vikrant se ek “Contract Marriage”. Aakhir kyun hua yeh anjaana rishta? Tara se kya chahta hai Vikrant? Kya Tara ko apne sapno ki udaan milegi… ya Vikrant ki duniya mein uska sab kuch bikhar jaayega? Yeh rishta sirf ek contract hai, ya kismat ka koi adhoora imtihaan? Janane Ke Liye suniye "The Contract Bride" Sirf "Pocket FM" Par.

All 8 episodes
E1. Delhi Shahar
1yr ago
E4. Contract
1yr ago
E7. My New Friend
1yr ago
FREE in 4h:19mor 11 coins to unlock now
E8. Lavanya's secret plan
1yr ago
FREE in 4h:19mor 11 coins to unlock now
No Reviews Found